O Bhai hummary Kuch bahuda logon ki wajah se ye kehna ghalat k aazadi ki Khushi mannana ghalat status mat lagao ya khushi na mannao ye aapki soch ghalat hy bhai
India k Muslim se poocho kya hoti aazadi Palestine k Muslim se poocho kya hoti hy aazadi
yahan hum sar e aam aazan dety Namaz parhty koi Kuch kehny wala ni na e koi tokne wala shukar kro Mohammed Ali Jinnah ka jisne aazad mulk karwa k diya warna aap hum aisy e tarapty rehty ghair Muslim k mulkon men